Tum q yaad Aatey ho...
Hr haseen mosam ki...
Hr haseen barish me...
Dard tm jagate ho...
Bewaja state ho...
Mosam k lutf ko tum...
Dard me bahate ho...
Zindagi k naamse tm...
Jee mera jalate ho...
Lutf k b lamhe tum...
Yad me ganwate ho...
Har haseen mosam ki...
Har haseen barish mei..
Tum q yaad Aatey ho...
..........
HUM AHLAY MOHABBAT..
HUM AHLAY MOHABBAT
Kr Lain Jis Se Mohabat
Usy Phr Bhulate Nhi
Hum Ahlay Mohabat,
Basa leyn Jiski Mohabat Dil Me,
Usy Phr Satate Nhi
Hum Ahlay Mohabat,
Sehty Hain Seene Pr Hum,
Zamane Ka Har Ek Zakham.
Apne Zakham Har Kisi ko Dikhate Nhi
Hum Ahlay Mohabat,
Hamara Apna Hota He Riwaj,
Nhi Badal Saki Dunya Hamara Mizaaj,
Sar Apna Kbhi Dunya K Aage Jhukate Nhi
Hum Ahlay Mohabat,
Masaib Kese Hi Sar Pe Sawar Hun,
Rahain Kesi Hi Dushwar Hun,
Apni Rah Pe Rehty Hain
Gamzan Kbhi Dagmagate Nhi,
Hum Ahlay Mohabat,
Darya-e-Mohabt Rehta He Auoj Par,
Yehi Kehta He Bas Anwer,
Barhne Dete Hain Piyas Mohabat Ki
Kbhi Bujhate Nahi Hum Ahlay Mohabat.
..........
Tu Yaad ker Lena" ..
Hum Tere Warqon Mein Bikhre Hein,
Kabhi Wo Porani Kitabein Kholo "
To Yaad Kar Lena"
Hum Qatra Qatra Barsaat Mein Barsein Ge,
Jo Un Barshon Mein Bheego "
Tu Yaad ker Lena"
Hum Saans Saans Teri Yaadon Mein Basey Hein,
Jab Saans koUkharta Pao "
Tu Yaad Ker Lena"
Hum Lamha Lamha Teri Yaad main Jaltay hein,
Kabhi khud ko khud Se Khafa Paao "
Tu Yaad ker Lena"
Hum Raat Raat Tujhey Rab Se Mangtey Hein,
Kabhi Tum Bhi Hath Uthao "
Tu Yaad ker Lena"
,.........
m0m ki gurya...
Ik m0m ki gurya hai..
Ik prem kahani hai..
Ik shaakh hai nazuk si,
Kaly0n ki jawani hai..
W0 ph00l ki titli hai,
Sh0la hai k paani hai..
Hai shaan samundar ki,
Lehr0n ki ravani hai..
W0 n00r-e-sahar hai ya,
Ik shaam suhani hai..
Dekhun t0 sapna hai,
S0chun t0 kahani hai..
Kya naam rakkhun uska,
Kia baat kahun us se?
W0 din ka ujaala hai,
W0 raat ki RÄNI hai..
Ik m0m ki gurYa hai,
Ik prem kahani hai.. .
.............
shaam-e-wida...
jab tum shaam-e-wida ka aakhri manzar
meri aankhon ko sonp kar door ja chuke thay
to maine dekha ke mere kameez ke daman par
tumhari zulfon ka ek baal reh gya he
maine wo baal choom ke wahin kisi ek pairh ki
jhuki huwi shakh pe usko baandh kar
apne taareek_o_shikast khorda muqaddar ke
sath laot aaya tha
ab suna he ke log us pairrh ki tehniyon pe
siyaah dhaagey baandh kar,
jane walon ki wapsi ki mannat maangte hain.
W@$I
.........
'' ''Mohabbat'' ''
Kabhi zindagi ka naam hai Mohabbat,
kabhi moat ka pegham hai mohabbat.
Kabhi Mohabbat se milti hai khushi,
Kabhi ghum ki sham hai Mohabbat.
Kabhi Mohabbat aansoun ki baarish hai,
kabhi hansi ka jaam hai Mohabbat.
Kabhi hai Mohabbat dil ki jalan,
kabhi dil ka aaram hai Mohabbat.
Kabhi Mohabbat hai milan ka roop,
kabhi tanhai ki tarah BE-NAAM hai.
Mohabbat.Kabhi Mohabbat hai BE-NAAM zindagi,
Kabhi zindagi kehti haiMera Naam Hai
"MÖHÄBBÄT"....
.............
Kahen se tera Sath Le Aaon!
Kahen se tera Sath Le Aaon!
Wasul ki Chand Rat Le Aaon
Beth Jaon Kisi Dourahy Pr!
Mang Kr tera Hath Le Aaon
Kitni Sadiyon K Bad Bolon Mai!
Lab pe Ek Teri hi Bat Le Aaon
Apni Ankhon Ki Bnd Galyon se!
Anson Ki Barat Le Aaon
Itni Pooja Karun k Ek tujhe pane ke liye,
Apni zat me teri zaat le Aaon.
...........
Kar Na Dunia_e_ Ghum k Hawaly Mujh ko,
Main Tabassum Hon To Honton Pe Sajale Mujh ko..
Wo Mila Hai To yehi khof Laga Rehta Hai,
Mera Milna kisi Uljhan Mein Na Daly usko..
is yaqeen Par Hi Andheron Mein Safar jari Hai,
Mil Hi jayen Ge kisi Roz Ujaly Mujh ko..
Uski Nafrat Ne To Majboor kiya jeeny Par,
Ab uska Pyaar kahin Maar Na Daaly mujko..
Be Niyaazi ka ye Andaza Nahi kuch Bi fraz,
Baat To Tab Hai k wo Dil Se Nikale Mujh ko..
.........
Kbi Ghum Ki Aag Me Jul Uthe...
Kbi Ghum Ki Aag Me Jul Uthe,
Kbi Dil Ka Dagh Jala Dia.
Ay Junoon-e-Ishq Bata Zara Muje Q Tamasha Bana Dia.
Gham-e-Ishq Kitna Ajeeb Hy,
Ye Junoon Se Kitna Qareeb Hy.
Kbi Ashk Palkon Pe Ruk Gaye,
Kbi Me Ne Darya Baha Dia.
Mera Jzba-e-Shoq To Dekhiye,
Meri Bandgi Hy Wo Bandgi,
Jahan Tera Naqsh-e-Qdam Mila,
Wahe Kaaba Me Ne Bana Dia.
Abi Kr Rhay Ho Tum Ibteda,
Mera Keh Raha Hy Ye Tajruba,
Tume Zindagi Ki Hy Aarzu,
Muje Zindgi Ne Mita Dia.
Wa§¡
............
333-8523373
No comments:
Post a Comment