RSS

Oct 2, 2009

ghazals5


"GHAZAL"

1 aansu toot k gira he tere liye aaj phir,
Kuch yaaden toot kr barsi hain tere liye aaj phir.
In ankhon main basa he sirf ek tera hi chehra,
Tujhe doa ki soorat kHUDA se manga he aaj phir,
Youn to roz hi yaad krta hun tujhe her pal,
Par dil ne toot k chaha he tujhe aaj phir.
Dil hai khincha hi jata he teri oor ,
Tari yadon ne bohot rulaya hai aaj phir!
.............


(*"GHAZAL"*)

Tum meri yad me jalo to "bura" lagta hai,
tum mere dedar ko tarso to "bura" lagta hai,
ek tamnna he faqat mujh pe mehrban raho,
tum kisi or ko dekho to "bura" lagta hai,
meri "ROOH" tarasti hai tumhari kushbo ko,
tum kahin or jo mehko to "bura" lagta hai,
arzo hai ke tere roop ko har pal dekhoon,
tum mere pas se utho to "bura" lagta hai,
main utha sakta hoon jab naaz tumhare jaana!!
tum kisi or ko chaho to "bura" lagta hai.
/..............

Udass Shamon ki


Udaas shamon ki siskion me...
Kabi jo meri awaaz sun'na...
To beety lamhon ko yad ker k...
Inhi fizaon me lout aana...
Tum aaya karte thy khwaab ban kr...
Kabi mehakty they gulab ban kr...
Mai khusshk hoonton se jab pukaroon...
In adaoon me lout anaa...
Meri wafaoon ka pass rakhna
. Meri duaoon ka pass rakhna...
Mai khali hathoon ko jb uthaoon...
Meri duaoon me lout aana...
...........


{~AFSANA~}
1 dost bola tu shadi kis se karega?
Mene kaha me shadi shuda hon,
Kehne laga kon he tera jiwan sati?
Mene kaha yadain hain kisi ki,
kehne laga kis ne parhaya ta tera Nika?
Mene kaha Mustaqbil k khwabon ne,
Wo bola kesi guzar rahi he zindagi?
Me bolne hi wala ta k ankhon se ansun chalak paray,
Wo bola usy chor kun nain deta?
Mene kaha
HAQ-MEHAR me apni Zindagi likhi huei he..
..........

Eik Hijar
!! Eik hijR musalsal hai,aansu hain mere saathi,,
Kuch khawaab purane hain,, kuch paas nahi baaqi !!!!
Tere paas chali aaounteri neend chura laoun
Mere dil se najane kiyu,ye khwahishnahi jati !!!!
Din raat tumhain daikhu,aurpyar kiye jaun
Meri aankhon se,mere hontonse,teri pyas nhi jaati!!!!
Eik dooje se dono ko,,ye kaisi adawat hai,
teri yaad jo aa jaye,,phir.neend nhi aati !!,,,
..............


(*~ Bs Tera NaAm Hi MukmmAl Hy ~*)
Nazm ULjhi hui hy seeny mein
Misrey atky huy hyn honton pr
Urty phirty hyn titliyon ki trh
Lafz kaaghz pr baithty hi nhi
Kb se baitha hoon main JaNam
Saady kaaghz pe likh k tera naam
Bs tera naam hi mukmml hy
Is se behtr bhi nazm kya hogi.....!
............


."MERE DIL KI YE DUA HY"
."Khawb Sry".
"Khyal Sry"
."Hqiqaton Ka Libada Orhy".
"Tmhari Hasti Sanwar Jaen".
"Chand Soraj Ye Sry Tary".
"Chragh Jtny B Jal Rhy Hn".
"Tmhry Chehry K Rang Dkhain To Har Jaen".
"Behti Ndyia".
"Charhty Drya".
"Ye Gehra Saghr"
."Jhel Jharny".
"Ye Absharain".
"Apna Jewan"
."Tmhari Ankhon Py War Jaen".
"Rang Khushbo".
"Gulab Sry".
"Muhabton K Nisab Sry".
"Sb Tmhari blaien Ly Lain".
"Nzar Tmhari Utar Jain"."Amin"
.........


"Faqat Aik Tum Mere Hoty mera Sara Jahan Hota"
Meri Janat Meri dunya mera Yeh Ashian Hota"
Bhatakti yun na Phirti mein Akele Gham ki galion mein"
"Koi Manzal Meri hoti koi Nam o Nishan Hota"
"Mujhe Mehkaaye jaati Hain Teri Khushboo bhari Batien"
"Meri Dunya $anwar Jati agar Tu mere sath Hota . . .,, . . .
..............


"Kaanch Ki Choorri"

Kitni saada,
Kitni pyari Kaanch ki choori jesi larki
College k ik kamry mei bethi
Jany kya kuch soch rahi thi
Uska hath kalai par tha
Or wo kuch kuch khofzada thi
Ab kia hoga?
Main bhi us k pas hi betha
Usko ghaur se dekh rha tha
Menay uska hath pakra
Aur pyar se pucha
Kiya Qissa hy?
Uski ankhen bheeg gayien
Aur wo dheemi si awaz mei boli
Dekho !!"Chorri toot gayi "....!!
Wa§¡M
.............


"Mohabbat Karbala sii hai"


Mohabt 4 Harfon Ka Safeha hai
Mohabbat "M" se hai Marg
"H" se Hadsa bhi Hai
Yeh " B " se Be kalli or " T " se Taj Kantoo k-nihaan,
Unki is fitrat ka sabab,
kuch samajh nahi aaya..
Umr saari guzaar gaye yoon jid-o-jahad main woh,
Aakhir kis cheez ki thi talab,
kuch samajh nahi aaya..
Giraftaar-e-balaa the,
ya khush te apni qazaa se,
Halath banaai thi aisi ajab,
kuch samajh nahi aaya..
Zindagi ka safar to tanha hi basar hua lekin
,Maiyyat main kyon shareek the sab,
kuch samajh nahi aaya..
Wa§¡M
.........


{"HUM NA MILTAY TO ACHA THA"}


Aye jaan-e-jahan ye thek sahi,
Hum qalab-o-nazar aik howay,
Hum do qalab yak jaan tahray,
Hum jaan-o-jigar aik howay,
Ye milna bi kiya milna hai,
Jb mil kar bi raswai hai,
Ye ulfat hai ya hum ne ek,
Be naam se aaziyat pai hai,
Ye zakham judai k jaamun,
Gar na siltay to acha tha,
HUM NA MILTAY TO ACHA THA...
Wa§¡M
.////////.

Gumnaam Zindagi
"Us Ki Chahat me Guzarti meri her SHAAM thi'"
Mèrè DiL sè NikLi Hui her DUA Uskè Naam thi'"
Aß mujhko ilzam Na do ße Wafai KA.YAARO'"
Mèrè Hathøn kiLakhéèron mè WAFA aam thi'"
Qadar pocho unsè jo karte hæn Rishtøn ki pooja'"
SirF Unkè shèhar mè Chahat mèri anjan thi'"
Apni jan ka Nazrana kaisy krtè peash usko"
Jiski DOSTI pè hr sans jo mri Nilaam thi'"
kaisy choor dètè tanha ZINDAGI k safr mè usko
'Jis K ßageer tou mri ZINDAGI hi Gumnaam thi.
...........

Pocha Hota
~%~ Baat krte ho Urooj ki mra zwal to pochha hota,
Meri bigri hoi tqdir ka 1 bar to pochha hota,~%~
Tujh ko kia maloom ay nada'n shab-e-hijr ka ghm,
Kbhi ksi jugnu se is ka haal to pochha hota,~%~
1 din ki zindgi ha shama k lye js ki,
Is prwane se is ka raaz to pochha hota,~%~
Wo mosam jn ko bdlte dekha bulbul ne,
Is se bahar ka wo sama'n to pochha hota,~%~
Pochhte ho kia muhbt ha tm ko hm se,
Kbhi khud se ye Swal to pochha hota,=%~
Dhrkta ha mra dil js naam se "¤JIA¤",
Us bewafa se mra naam to pochha hota...

1 comment:

  1. Niceeeeeeeeeeeeee Ghazals Rafaqat Malik From Muscat Oman 0092332 5961243

    ReplyDelete

Related Posts with Thumbnails