~"Un k andaz-e karam,un pe wo aana dil ka
HaaYe wo waqt, wo batein,wo zamana dil ka
Na suna usne tawajjo se fasana dil ka
Umr guzri per dard na jana dil ka
Dil lagi, dil ki lagi ban k mita deti ha
Rog dushman ko bi ya RAB na lgana dil ka
Wo bi apne na howe dil bi gaya hathon se
Aesy aane se to behtar ha na aana dil ka
Unki mehfil me Parveen un k tabasum ki adaa
Hm dekhte reh gye hath se jana dil ka.
Wa§¡M
............
~~¤ Hum tera hath chor detay hain...! ¤
Umar ßhar ka sath chor detay hain...!~¤
Tum apni taqdeer se humain Juda kar do...! ¤
Hum tumhari ßat chor detay hain...!~¤
Agar kar lo iqrar sath chalnay ka...! ¤
Hum apni zat chor detay hain...!~¤
Apne Nam ka humain Leibada dy do...! ¤
Hum apni okaat chor dety hain...!~¤
Aik hi ßar utar aao Rooh main..
Hum roz roz ki mulaqat chor detay hain . . .
Wa§¡M
.........
~Ek roz koi tou sochay ga,~
Ek shakhs tha pagal pagal sa.~
Pr baatain theek hi kehta tha,~
Barish ki tarha pur-shor na tha.~
Dariya ki tarha chup rehta tha.~
Aur jin se pyar wo kerta tha,~
Judai bhi unhi ki sehta tha.~
Ek roz koi tou sochay ga,~
Kyun jetay-ji dargore huwa.~
kis ranj ne usko maar dia,~
Ek roz koi tou sochay ga,~
aur pehron baith ke roye ga.
............
¤Wasty Dy Dy K Khuda Sy Teri Khushyon Ki Dua Mangi Hy
Aj Phir Tery Leye Maine Qismat Ki Wafa Mangi Hy
Chand Taron Sa Tabsum Main Ny Manga Hy Rab Se
Tery Aangan K Leye Phir Baharon Ki Fiza Mangi Hai
Us K Jivan Mein Andhera Na Ho Ik Pal Mery Maula
Jis Ki Khatir Maine Hr Shab Sajdon Men Dua Mangi Hy.
..........
A hawa mere chand se kehna,
Wo sitara jo aik toota hua,
Chor kr jis ko tm chaly aye,
Wo tere intzar me kb se,
Hsrton k muheeb jngal me,
Arzo ki kirn kirn lekr,
Dr badr hy teri tmanna me,
A hawa mere chand se kehna,
Lot kr aa b ja k tere bgher,
Chain ata nhe kisi pehlo,
Kisi krwat skon nhe milta,
Dil k doba hy be qrari me,
Rat kat-ti hy ashk-bari me,
Lmha lmha udas hy mosam,
Waqt be-waqt aho-zari hy,
A hawa mere chand se kehna,
Is se pehlay k roshni bujh jay,
Jo b rnjish hy bhol kr usko,
Ek bar ek bar bas ek bar,
Meri tareekion me lot aye..
...........
Aa Bant len Sary dard-o-Alm
kuch Tm Rkh lokch hm Rkh Len
Ab Ponch lo apny ashq Sanm
kuch Tm Rkh lokch hm Rkh Len
Hm sath Rahen Aur sath chalen
hm sath Jeyen aur sath Maren
Is Rah-e-Wafa pe apny Qadm
kuch Tm Rkh lokch hm Rkh Len
Mana k Dukhon Se Tm ho Bhary aur Hm b khali hath nhi
Ye Zulm-o-Sitm Tumhen meri Qasm
kuch Tm Rkh lokch hm Rkh Len
Be Dard Zmany Waly jo kch kehty hen so kehny do
Be los Tmanaon ka Bharm
kch Tm Rkh lokch hm Rkh Len.
................
No comments:
Post a Comment