RSS

Jun 21, 2009

ghazals

Ek Umar Sy Khwb0n Ka Nagar Jag Raha Ha¡
Rag Rag Me¡n Muhbat Ka Safar Jag Raha Ha¡
Ehsaas Ye H0ta Ha¡ Tery Hath0n K0 CHHO0 Kar
Barfely Smandar Me¡n Sharar Jag Raha Ha¡
K¡s K0 Ye Khabar Ha¡ K Karr¡ Rat Me¡n Tanha
B¡star Pe Ko¡ Khak Basar Jag Raha Ha¡
Ye Kon Tery Sath Ha¡ K Nend0n K Safar Me¡n
T0o S0ya Hua B Ha¡ Magar Jag Raha Ha¡
Takdeer Andheron Me¡n Kahen So¡ Hu¡ Ha¡
Hath0n Me¡n Lakeron Ka Safar Jag Raha Ha¡
Har S¡mat Muhbat Hy' Baharon Ka Smaa Ha¡
Har S¡mat Mery Ghum Ka Asar Jag Raha Ha¡
Ek Tum He Sulagty Nahi Is H¡JAR Me¡n Wa§¡M
Wo Shaks B Becha¡n Udhar Jag Raha Ha¡.
..........


Ek vehem Tha Dil Mein Shayad Kabhi Milo Tum
Kuch Dair Ruk Ke Pouch0n Beetey Dinoo Ka Mosam
Awaz Mein Ho Larzish Aankhoon Mein Ek Tajassus
Mazi Ka Koi Lamha Shayad Aatak Gaya Ho
Sab Bhool Ker Bhi Shayad Kuch Yaad Aagaya Ho
Phir Mein Tumhain Bataoon Apni Khushi Ki Bateen
Har Dukh Chupa Ke Dil Mein Aasudgi Ki Bateen
Wo Chand Choudwiin Ka, Taroon Bhari Wo Rateen
Pyaar Ka Tassauwur Aur Bandagi Ki Bateen
Woh Roz Roz Marna Aur Zindagi Ki Bateen
Tum Dukh Se Muskuraoo Aur Dheray Se Paas Aao
Sir Ko Jhuka Ke Apne Chup Chap Lout Jaoo
Phir Mein Bhi Muskuraoo Aur Dil ke Diyee Bhujaon
Lehraoon Apnay Je Main Ek Talk Si Haqeqat
Ek Khuwab Zindagi Ka Haan umer Bhar Jo Dekha
kabhi Hosaka Na Pora y0un Hi Reh Gaya Aadhora .
.Wa§¡M
........


Ey jurme mohabat mujhe kuch to saza de,,
Jeney ki nahe deta to marney ki dua dy,,
Deta tha kari dhop main jo logon ko saya..
Ye kis ne kaha tujh se wo shajar he gira de,,
Agar tujh ko stata he mery ghar ka ujala..
Aa jaan e wafa aa k cheragon ko bujha de..
Han tujh se mohabat he,Faqat tujh se mohabat.
.Aesa b na ho k ye baat logon ko bata de..
Mehboob tery jesa to mana k nahe ho ga,,
Ashiq b zamany main koi mujh sa dekha de...!!
Wa§¡M
............


Falsafa-e-Ishq Mein Paish Aaya Sawalon Ki Tarah,
Hum Paraishan B Rahe Apne Khayalon Ki Tarah,
Sheesha ghar Banate Rahe Zikr-e-Maseeha Ban Kar,
Or Hum Toot Gaye Kaanch K bertanon Ki Tarah,
Jab B Anjaam-e-Muhabbat Ne Pukaara Khud Ko,
Waqt Ne Paish Kiya Hum Ko Misaalon Ki Tarah,
Zikar Jab B Hoga Muhabbat Mein Tabaahi Ka,
Yaad Hum Aayein Ge Duniya Ko Hawaalon Ki Tarah..
Wa§¡M
.........


Har shaam dhaley is sahil pe, koi aik pardesi aata hey
jo gum sum betha rehta hey, yeh lehrain ginta jata hey
aur tha is si paa ker seene mian chand aansu roz bahata hey
weerane saath lata hey aur tanhayi saath lejata he
koi pooche us pardesi se kuch burey dil ki halat ke
Q phool rutoon mian chhup chhup ke yeh moti rait milata he
Q dair talak yeh sahil pe y0n khali haath hilata he ?
her shaam dhaley is sahil pe koi aik pardesi aata he ..
Wa§¡M
..........


Hawa thami thi zaroor lekin,
Wo sham jaise sisak rahi thi,
K zard patton ne aandhion se,
Ajeeb Qissa suna diya tha,
K jisko sun kar tamam patte,
Sisak rahe thay Biluk rahe thay,
Jane kis sanihe k ghum mein,
Shajar jaaron se ukhar rahe thay,
Bohat talasha tha hamne tumko,
Har aik rasta,Har aik wadi,
Har aik parbat,Har aik ghati,
Magar kahein se khabar na aai,
Ye keh k hamne dil ko tala,
Hawa thame gi to daikh lain gay,
Ham us k raston ko dhond lain gay,
Magar hamari ye khush khayali,
Jo ham ko barbad kar gai thi,
Hawa thami thi zaroor lekin,
Bari hi mudat guzar chuki thi,
Hamare balon k junglon mein,
Zindagi sisak rahi thi.
Wa§¡M
...........


Ho sake to karo khud men kashish paida,
Har kisi ko hasrat se dekha nahi karte,
Har shakhs nahi hota tareef k kabil,
Har kisi ko apne liye parkha nahi kartay,
Mujh ko pana hai to mujh main utar kar dekh,
Youn kinaron se samundar ko dekha nahi kartay,
Magror duniya kehti hai to kehne do,
Hum har kisi ko mur kar dekha nahi kartay,
Pal ki khushi ki khatir kisi k jism ka kurb mat mango,
Jise chho liya jaye use pooja nahi kartay.
Wa§¡M
.............


Ik khawab sarhane rkh do na,
Aj muj pe Enayat kr do na,
Khud ko kr k dewana sa,
Mera pyar amar tm kr do na,
Main pyaas mainn Dooba sehra hun,
Tm mujh ko smandr kr do na,
Main yun he phirta hu darbadar,
Tm khud ko manzil kr do na,
Koi khwab srhany rkh do na!
Wa§¡M
.........


K¡ya Karo Eht¡raam Sheeshay Ka,
Tumhara Chehra Ha¡ Ghulam Sheeshay Ka,
Sub Kham¡yan Khoob¡yan Ha¡n Bata Deta,
Kaun Samjhe Maqaam Sheeshay Ka,
K¡tne Haseeno K Hont Choomta Ha¡,
Saq¡ K Dar Pe Jaam Sheeshay Ka,
Sah¡b-E-Zar Ke Paas Pathar Ha¡n,
Mere Shehar Me¡n Nah¡ N¡zaam Sheeshay Ka,
Bhool Ker Bh¡ Paon K Neechay Na Rond Dena,
Bara Sakht Ha¡ Int¡kam Sheehay Ka,
Suno...Ek Thokar Se Toot Jaye Ga,
Mera...D¡L Ha¡ Tamaam Sheehay Ka...
Wa§¡M
.........

No comments:

Post a Comment

Related Posts with Thumbnails