Chal Chalte Hai Us Paar Sanam
Jaha Lehron ki Khamoshi Ho
Jaha Sanson Ki Madhoshi Ho
Jaha Jazbon Ki Behoshi Ho
Jaha Aankhon Sy Sargoshi Ho
Chal Chaltay Hai Us Paar Sanam
Ik Nai Aag Lgane Ko
Is Dil Ki Pyas Bujhane Ko
Ik DoOje mai Kho Jane Ko
or Ik Pal K Naam Ho Jane ko
Chal Chalte Hai Us Paar Sanam
Jaha Aasan Saari Raahei Hon,
Jaha Ik DoOje ki Baahei Hon
Jaha Labon Py Sard C Aahei Hon
Jaha Apni Aagosh Ki Panahei Hon
Chal Chalte Hai Us Paar Sanam.
wm
...........
Chalo mein bataon kia ho tum,
meray liye meri duniya ho tum,
chhu kar jo guzri woh hawa ho tum,
mein ne jo mangi woh dua ho tum,
karey mujh ko jo roshan woh diya ho tum,
kia mein ne mehsos woh ehsas ho tum,
meray honto ki piyas ho tum,
meri baahon ki aas ho tum,
meri nazar ki talash ho tum,
meri zamin ka akaash ho tum,
meray chehrey ki kashish ho tum,
meray sitaron ki gardish ho tum,
meri zindgi ka karaar ho tum,
mein ne jo chaha woh pyar ho tum.
Wa§¡M
........
Dhoop Ho Chaoun Ho Tum Saath Nibhaaya Kerna,
Mere Chehre Pe Sada Palkon Ka Saya kerna.
Raah Dekhon Ga Tumhari,main hamesha hr dm,
Kabhi Jaldi to Kabhi Dair Se Aaya Kerna.
Daant Lena Sar-e-Mehfil Koi Baat Nahin,
Phir Akele Main Galay Laga K Manaya Kerna.
Jaan Jaon ga Main Khusboo Se Tumhari,,
Tum Ko, Tum Mairi Aankhon Ko peechay se Chupaya Kerna.
Jaagna Chaho To Raat Bhar Kerna Baaten,
Neend Aajae To Seenay Pe Sulaya Kerna.
Wa§¡M
.............
Dil K ufaq mein gumshuda sitara mil jaye,
Shab e gham mein Koi jeeny Ka ishara mil jaye,
Woh jo ik shakhs boht km mayassr hy aj Kall,
Aarzoo yeh hy K Kisi roz woh sara mil jaye,
Ain mumKin hy k tabeer b aiK jaisi ho,
Uss K Khwabon sy agr Khwaabhmara mil jaye,
Usay Kehna K mulaqat udhori thi wo,
Usay Kehna K Kbi Aa Krdobara mil jaye,
Nffa e zeest Ki Kb hum ny tmnna Ki hy,
Kya yeh Km hy Kmohbt ka Khasara mil jaye............!
........
Dost bi miltay hain,,
mehfil bi jami rehti hay..
To nahi hota to har shay main kami rehti hay...
Kuch dilon main kabi khiltay nahi chahat k gulab..
Kuch jazeero pay sada dhund jami rehti hay..
Tum bi pagal ho k us shakhs pay marte ho Faraz.
Aik duniya ki nazar jis pay jami rehti hay.
Wa§¡M
..........
Ameer-e-shehr kabi b sir nicha nhi krte.
Ana ka hm ksi b hal mein soda nhi krte.
Agr ghum hd se brh jy to ansu a he jate han.
Mgr hm apni ankhon ko kbi darya nahe krte.
Khushi k sare mosm dusron mein bant dete hain.
Fqat 1drd ki dolat ha jo banta nahe krte.
Hm ehle ishq ki fitrat se sare log waqif hain.
K hm kuch kr guzrte han magr socha nahi krte.
Kren ge tm se hm trqe taaluq ye kese mumkin hai.
K hm to dushmnon ka sath b chora nahi kerte.
WM
..............
Charha Hua Tha Jo Darya..
Utar Gya Kb Ka,Tmhara Chahny Wala..
To Mar Gya Kb Ka,Na Meri Rooh Meri Hai..
Na Mera Jism Mera,Tera Wajood To Muj Main.
.Utar Gya Kb Ka,
Wo 1 Shakhs Jo Sbko Smbhaly Rkhta Tha,
Tmhein Khabr Hi Nae Hai..Bikhr Gya Kb Ka,
To Jis K Wadoon Ko Dil Se Lgye Betha Hai,
Wo Apni Baat Se Pyary..Mukr Gya Kb Ka,
Wassi Main Ishq Mein..Roo B Chuka Mar B Chuka,
Hadod-e-Jism Se Main To..Guzr Gya Kb Ka...!
Wa§¡M
........
Dekh kar tanha mujh se pucha BAHARON ne~,
Kahan gaya TERA woh Hum safar~,~,
Tujhe to bara naaz tha uss par~,~,
Ye dekh kar mai chup raha~,~,
Maghar mere aansuon ne jawab diya~,~,
Milna KISMAT se bicharna NASEEB tha~,~,
Woh mujhse itna dur hogaya,~,~,
Jitna woh mere kareeb tha,
Wa§¡M
...........
Dhondtey Thay Aap Se Milne K Bahaney Kitney,
Juda Reh Kar B Rahay Beganay Kitney,
Hum Ne To Payar ka iK Pegham Hi Dya Tha Lekin
Logon Ne Bana Liyey Afsaney Kitny,
DiL FAQAT iK Mazaar Pe Sajda raiz Raha,
Sar Utha Kar Dekha To Beet Gaye Zamany Kitney,
Jab B Mila Zindagi Main Faraib Hi MiLa,
Hum Khud ko Smajtay Rahey Sayany Kitney,
Jab Sulagte Raston Par Qadam Rakha To Maloom Para " FARAZ ",
Pata Ni Yehan or b Hain Dewaany Kitne.
Wa§¡M
.........
Dhondtey Thay Aap Se Milne K Bahaney Kitney,
Juda Reh Kar B Rahay Beganay Kitney,
Hum Ne To Payar ka iK Pegham Hi Dya Tha Lekin
Logon Ne Bana Liyey Afsaney Kitny,
DiL FAQAT iK Mazaar Pe Sajda raiz Raha,
Sar Utha Kar Dekha To Beet Gaye Zamany Kitney,
Jab B Mila Zindagi Main Faraib Hi MiLa,
Hum Khud ko Smajtay Rahey Sayany Kitney,
Jab Sulagte Raston Par Qadam Rakha To Maloom Para " FARAZ ",
Pata Ni Yehan or b Hain Dewaany Kitne.
Wa§¡M
...........
No comments:
Post a Comment