RSS

Jun 21, 2009

ghazals

Safar may apne hessay ki musafat yad rehti hai*
Kaheen abad honay par b hejrat yad rehti hai.
Wo chahay dosti ho dushmani ho ya muhabat ho*
Yahan har hal may apni zarorat yad rehti hai.
Kisi sehra ko pyasa chor jata hai kabhi darya*
Kabhi pyasay ko darya ki sahawat yad rehti hai.
Ye sach hai pyar pehla he bassa rehta hai sanso may*
Ye sach hai umar bhar pehli muhabat yad rehti hai.
Wa§¡M
.........


Sakoon Naseeb Ho Sake Ga Tamam Umer Tujhko Kya
Meri Trha Tujhe Bhi Rato Ko Nend Aa Sake Ge Kya
DUshmani Mol Li Mene Zamane Se Teri Kahtir
Pr Sila Dia Tune Mujhe Meri Wafao Ka
Shikwa Tha Hmse Kisi Baat Pe Agar Tujhe Be-qadar
Ek Bar Kaha Hota To Khud Ko Badal Na jate Kya
Nhi He Prwa Agr USey Zara Bi Hmari Yaro
Nhi He Gham Agar Usey Koi To Hume Bi Kya
Naz Tha Tujhe Jaane Apni Kis Aada Pe Ey Bewafa
Ess Bhari Duniya Me Bus Tu Hee Haseen he Kya
Torr Gaya Pal Bhar Me Mujhse Kiye Ehd-o-Pimaan Wo
Koi Poochy Eyse Nibhaye Jate Hain Wady Wafa Ke Kya
kal Pehli Baar Honto Se Mere bad-Dua Nikal Hi Gaei
Ab Intizar he Bus Hame K Asar Wo Kr Jaey Gi Kya
Kbhi To Samjh Paey Ga Wo Tumhari Wafao Ko "Kaash"
Der Ko Apne Ab Bhi Isse Aas Pe khula Rekhty Ho Kya
Wa§¡M
.........

No comments:

Post a Comment

Related Posts with Thumbnails