Juda hone k mosam mein juda hona zaruri tha,
Najane q kisi ka bewfa hona zaruri tha,
Mere dil ne jo us ko poojny ki intha kar di,
To phir us bewafa ka bi Khuda hona zaruri tha,
Kisi se koi b shikwa na koi b shakayat hai,
Jo mere sath chahat mein huwa,Hona zaruri tha,
Boht nazdeek the dil is liye ab dooriyan b hain,
Dilon k dermiyan kuch fasla hona zaruri tha,
Usse b dard dene ka boht hi shok tha Wasi,
Hamein bhi dard-o-gham se aashna hona zaruri tha...
..............
Judge pathan say:
Tum nay din diharay chori q ki,
Pathan:Raat ko hum chokidari karta ha SAHAB....:-):-).
..........
-Jurme ulfat mein log hmen saza dete hein-
kitne nadan hein sholon ko hawa dete hein-
kase mumkin hy dil b jale or dhuwan na ho-
chot parti hy to pathar b sada dete hein-
ap se to guzra hy waqt 2 ghari ka-
log to sadion ki muhabat ko bhula dete hein-
bas jahan bi raho sada khush raho-
is aakhri mulaqat mein yahi"DUA"dete hein-
kon yad rakhta hy kesi ko bichar jane k bad-
ghar ki dehlez chorte hi apne bi bhula dete hein.
..............
Kagaz ki kashti thi,
paani ka kinara tha.
Khelne ki masti thi,
dil ye aawara tha.
Kahan aa gaye is samajhdari k daldal me
wo nadaan bachpan hi kitna pyara tha.
.............
Kash logon ki mohabbat MOBILE hoti,
Larka NOKIA,
Larki SONY ERICSSON hoti,
Larka mohabbat k SMS karta,
Larki chahat ki MISCALL karti,
Larka, Larki ki miscall SAVE karta,
Larki, Larke ki chahat se INBOX bharti,
milkar roz dono apne jwani ki BATTERY ko CHARGE karte,
RINGTONE ki aawaz pe dono ki zindgi muskurati,
Koi bhi GHAM jo aata agar' mil kar dono delete karte,
or
DILON ki DHARKAN unki VIBRATE hoti,
Kash logon ki mohabbat MOBILE hoti-wm
,........
Kh¡ltay Huay Hr Rang Say H0 Jis Ki Adawt,
Us Hath Pay Mehndi Ko Rachaon B tu Kesay,
Jis Ankh Ne Dekha Hi Na Ho Rang-e-Mohabbat,
Us Aankh Mein Khawbon Ko Sajaon B tu Kesay,
Malum Hai Din Raat Wo Rota Hai Musalsal,
Per Door Se Ashkon Ko Churaon B tu Kesay,
Jis Aas Ne Tora Ho Meri Soch Ka Sheesha,
Us Aas Se Phir Aas Lagaon B tu Kesay...!wM
.........
Kis ko raaton ko jagao gay mere baad!
Kahan ja kr jee behlao gay mere baad!
Ab to dekh kr mujy chup jatay ho,
Phir kis ko ye naaz dikhao gay mere baad!
Kon lagaye ga apni bahon ka takya,
Khud ko kis tarha sulao gay mere baad!
Iss tarha piyar se kon bulae ga tumhen,
Meri chahat ko kesay bhulao gay mere baad!
Dhundney se bhi na milen gay phir tumko,
Chup chup kr ashk bahao gay mere baad!
Sir rakh kr zameen ki goud men so jaon ga jab mai,
Dost phir kisay banao gay mere baad ...
No comments:
Post a Comment