Tarap rahi hai har Ek tamanna:-
Na tum se miltay,Na aisay hotay...
Bujhi bujhi Cihai dil ki dunya...
Na tum se miltay,,,Na aisay hotay...
Hum aisi mehfil main kaisy jaein...
Jahan k manzar hamein jalaein...
Agar hai jalna,,,Jalein gein tanha...
Na tum se miltay,,,Na aisay hotay...
Na chain aaye...Na mout aaye...
Na jee rahey hain,,,Na mar rahey hain...
Kahan tha pehle ye haal apna...
Na tum se miltay,,,Na aisay hotay...
...........
Teri talab ki hadd ne aisa janoon bakhsha..
Hum khud ko bhool bethy tujhy yad krty krty....! .
..............
Tum abr-e-guraizan ho,
Main sehra ki manind hoon.
Do boond jo barso ge,
Be-kaar mein barso ge.
Hai khushk bohat matti,
Har simt bagolay hain,
Sehra k bagolon se,
Uthtay hi to sholay hain.
Tum khul k agar barso,
To sehra mein gulistaan ho,
Par tum se kahain kaisay.?
Tum abr-e-guraizan ho.
JAL THAL jo agar kr do,
TANN MANN mein nami bhar do.
Hai khushk bohat matti,
Poori jo kami kar do,
Phir tum ko bataein ge,
Tum meri MAHABBAT ho..!
.................
Turdy phirday Rahwan wich,
kadi wekh merian Nighawan wich,
Tu wasna ay mere Seene wich,
Teri khusbu mere Sahwan wich,
Tu Sada Hasda, Wasda rahwein,
Teri khair mangan Duawan wich.
kadi mere kol v beth zra,
Piplan dian Goorian chawan wich,
Tere Hijar wich Sena sarr geya.
Kady Aa merian Bahwan wich.
..................
Troubles Are Similar To Washing Machines
They Twist Us Turn Us And Knocks Us Around
But At The End You Come Out
Brighter And Better Than Before..
No comments:
Post a Comment