RSS

Jan 28, 2010

Koi Diwar Rehne Do

Ab koi gham koi jnoon b nahin
Ab koi gham koi jnoon b nahin,
Magar qarar se din cut rhy hon youn b nahin,
Lab-o-dahan b mila'guftgoo ka fun b mila,
Magar jo dil pe guzrti hai keh skoon b nahin,
Na jany q meri ankhein brasny lagti hain,
Jo such kahon to kuch aisa udas hon b nahin,
Meri zuban ki luknat se badguman na ho,
Jo to ko paani pe mere naqsh banae ga dair tak. . .
Kis haal mein hon zinda us k bagaer main,
Sun kar usey yaqeen na aaega dair tak.
........

Taskeen na ho
Taskeen na ho Jis se' wo raaz badal dalo,
Jo raaz na rakh paye' hamraaz badal dalo..
Tum ne bhe suni ho gi' bari aam kahawat hai,
Anjaam ka ho khatra' aghaaz badal dalo..
Pur soz dilon ko jo' muskan na de paye,
Sur he na mily jis mein' wo saaz badal dalo..
Dushman k iradon ko' hai zair agar karna,
Tum khel wohi khelo' andaaz badal dalo..
FARAZ karo himmat' Kuch door sawera hai,
Gr chahte ho manzil' parwaz badal dalo..!
..........

Parcha¡'yön k¡
Parcha¡'yön k¡ anjuman aara¡de geya.
k¡tn¡ ajeeß wömujhy tanha¡ degeya.
a¡k 1 paL me¡nßeet rah¡ ha¡hazaar umar.
sad¡yön ka ¡ntazaar wöharja¡ de geya.
wö k¡tna hööshmand tha jömere naam se.
mash'höör khudhuwa mujhyruswa¡ de geya.
mera k¡ya ¡Laajmuhaßat k za¡har se.
qat¡L mujhyfra¡ß_a_mas¡ha¡de geya.
chehre aß asaLröup me¡n aa¡ynazar"FARAZ".
aankhe¡n churak wö mujhyß¡na¡ de geya...
..........

Kaho to laot jate hyn
Kaho to laot jate hyn
Abi to bat Lamhon tak hy sadiyon tak nhi ai,
Abhi Muskan ki nobat bhi Honton tak nhi ai,
Abhi tak koi majburi Khayalon tak nhi ai,
Abhi to Gard Pairon tak hy,
Baalon tak nhi aiMere bary myn na socho,
Tum apni baat batlao,
Kaho to Chalte rehte hyn,
Kaho to laot jate hyn...!!!
............

Shararat na hoti Shikayat na hoti
Shararat na hoti Shikayat na hoti
Nainon me kSi ki Nazakat na hoti
Na hoti bekarari Na hote hum tanha
Agr jahan me kambakhat Ye MoHaBaT na hoti
Na hote ye Sapne Ye khwabon ki duniya
KiSi ko chahat ki Tamana na hoti
Na zulfo ki chayan Na phulo ki khuSbu
Yadon mein unki Ye rate na katti
Jo na hoti mohabat Ye anSu na hote
Dil bhi na khota Aj tanha na rota
Diwano Si apni Ye halat na hoti
Agar jahan me kambakhat KAAASSH Ye MoHaBBaTT na hoti..
............


Koi Diwar Rehne Do
Faqat Izhar Rehne Do
Safar Mein Sath Chal Kar Bhi
Mujhe Is Paar Rehne Do
Na Aankhon Mein Sajao Tum
Na Mujh Ko Khaak Hone Do
Na Tarsen Tumhari Qurbat Ko
Mujhe Be'baak Rehne Do
Mujhe Ash'aar Mein Likho
Magar Na Gungunao Tum
Kitabon Mein Kahin Rakh Kar
Mujhe Phir Bhool Jayo Tum
Suno Tum Se Ye Kehna Hai
Safar Mein Dhool Hone Tak
Koi Bhi Bhool Hone Tak
Mujhe Tum Maang Lena Bas
Dua Qabool Hone Tak...!!
...........

Kitaab-e-DiL

Kitaab-e-DiL mein jo nafrat ka baab rakhta tha,
Wo chahaton ka mukammal HISAAB rakhta tha.
Faraib deta raha dosti ke pardoun mein,
Woh shakhs chehray pe kitne NAQAAB rakhta tha.
Usi ke hath mein pathar dikhai deta tha,
Jo apne hath mein har dam GULAAB rakhta tha.
Wo shakhs jo bhatakta dikhai deta tha,
Rah-e-wafa mein qadam KAAMYAAB rakhta tha.
Kahan talash kron uss ko aaj main )J
o apni baat mein apna JAWAAB rakhta tha...

............

Hum W0 Ana Parst hain j0 Haar k bhi kehtay hain...

W0 Manzil hi Bad Nseeb thi j0 Hum k0 Na pa saki...
..........

Yeh DIL bohat udaas hai jab say khabar huyi "FARAZ",,!!

Miltay ho tum khuloos say har ajnabi k saath,,!!
............

No comments:

Post a Comment

Related Posts with Thumbnails