Hm ne sookhi hui shakon pe lahu chhirka tha ...FARAZ...
Phool agr ab B na khiltey to kyamat hoti..
.......
Hum aap k DARWAZE par khare hainDarwaza kholo?
"""""" Ary baba
, Idhar se
______
Nhi. +""+"''+.
". ." .
. .
idhar s" .
+
.........
'Humhari to wafa b tumhain GAWARA nahi Faraz,,,,,,,,
Kisi bewafa say nibhao gay to bohat yaad aaen ge.
..........
Ik qayamat hai jo her roz guzar jati hai...,faraz.....
Tu ny abhe dekha nahain hai aalam meri tanhai ka..
.........
Jab bichrna bhi to hanstay hue jana warna,
Har koi rooth k jane ka sabab puchy ga...!!
.........
Jab koi toot k bikhrta tha to hum usy smeta krty the ''faraz''
Aj khud hain reza reza to koi puchta he nhi ..!
........
Janaza mera uth rha tha phir bhi takleef thi unko aany mAIn."Faraz"
bewafa ghar hi bethy poch rahy thy aur kitni dair hy le jany main...
........
Kaanch ki tarha hoty hen DIL ghreebon k FARAZz!
Kabi toot jaty hen to kabi tor diye jaty hen!
.......
Kitney Nazuk mizaj hain Woh kuchh na pochiye "Faraz"
Neend nahi Aati unhein Dharkan k shuor say...!!
.......
Kuch shamma main hi taasir e m0habbat ho gi werna .....
Hota nahi perwana her aag ka sehdaaei ..
.......
Kyun na gharoor karta mein apne ap pe WaSiM"
Mujhe us ne chaha jis k chahne waly hazaron thy..!
.........
Lafzoon ki tamheed mjhe bandhne nhn atti....Wa§¡M
Hum tum kooo chahtay hn seedhi si baat he,..
.........
Main tujay paaney ki hasrat mein kab tak zilat uthata rahon "FARAZ"
koi aisa dy mujay dhoka k meri aas toot jay...!!
......
MUHABAT men HUM ne kiya kuch nahi LUTA diya .....FARAZ.....
Unhen pasand thi ROSHNI aur HUM ne khud ko JALA diya...!...
........
No comments:
Post a Comment