Apne haton se kat kr sare shajar.....
Ajeeb shaks hai saya talash krta hai.....
Wa§¡M
............
Aziat0n Ke Tamam Nishtar Meri Rag0n Me Utaar Kar W0 ....
Bari M0habbat Se P00chti He Tumhari Ankh0'n K0 Kiya Howa He...?
Wa§¡M
..........
Bari Chaah hai Dil Ko Tujhay Paanay Ki
Tujhay Apna K Tera ho Jaanay Ki
Teri Zaat K Reshay Reshay Main Bikhar Jaaye
Bohat Haseen hai Ada Teray Muskuranay Ki
Paas Betho Haath Mera thaam Lo,
Qasam Uthao Mujhe Chor Kar na Jane Ki.~
Wa§¡M
.........
Barson wo mujh se dur, mujh se khfa rha.
Lekin mere wjud ki deemak bna raha.
Wo shakhs mera apna nhi to ajnabi bhi nhi
Kal jb mila to der tk mujy dekhta rha.
...........
Charty soraj k pujari tu hazaron hen
"faraz"
Dobty waqt hum ne soraj ko b tanha dekha hai.
..........
Zinda raha to tera he sath nibhaon ga "MOHSIN"..
Bhoola,to ye smjhna ke zinda nhi hon mein...
...........
Zindagi k Kisi Mor Pay Wo Jan jaye Ga Faraz~
Ye Pur Khaloos Log Bahot Nayab Hotay Hain..
.Wa§¡M
...........
Ye Ajb Surt-E HaaL Hui jati hy
Raat k Baad Yahan Raat Hui jati Hy
Wo to Ab B MukamL Hy kisi Pathr ki Trha
Reza Reza to Meri Zaat Hui jati Hy.
Wa§¡M
.........
Ye "BEWAFA" zindagi bhi tumhary naam karty hain,
.
.
.Suna he khoob banti he "BEWAFA" ki "BEWAFA" se.
Wa§¡M
..........
Wo Milay Ga To Us Ki Aankhon Se Poochain Geyn,,, ..
Kis Ko Aabad Kiya HeMujhe Barbad Kr Ke.
.Wa§¡M
.......
Wo mujhay toot kar chahay ga Or bhool jaaye ga Faraz,
mujhay khabar na thi Usay ye hunar b aata hai.....
..........
Woh bhi kya ajeeb Shaks tha faraz k jis ki zaat par..
.Jab aitibar barh gaya to ikhtiar ghatt gaya...
Wa§¡M
...........
Woh rafta rafta bholta ja rha hai mujhe .....Faraz.....
Kabhi jo kehta tha k tm to sanson k sath chalty ho.
Wa§¡M
..........
Wo itni gahri neend kese so jatay hain "Faraz"
yahan to har karvot pe unki yad ati hay....
Wa§¡M
.
.............
Wø kehti thi k Mein Säya ban k.Sath Chalun gi tere~"FÄräz"~
Lekin hum Ne ye keh kar Thukra diya k hume.Andheron Main Chalne ki adat he.
...........
Wafa ka zikr chala to muje khayal aaya,
Wo naqsh apni wafa k mita chuka ho ga,
Jo meri ankh ko aaina kaha karta tha,
Wo mera chehra bi kab ka bula chuka hoga.
W
..........
Us ki mohabat main hum ne kya kuch nheen luta dya 'wasi'
usay psand thi roshni aur hum ne khud ko jla dya.
............
Us k hony sy theen saansein meri dugni Mohsin,
Wo jo bichhra to meri umr ghata di us nay.
...............
Un Logo Ka Kya Hua Hoga,
Jinko Meri Tarha Ghum Ne Mara Hoga,
Kinare Par Kharre Log Kya Jane,
Doobne Wale Ne Kin-Kin Ko Pukara Hoga.
.
.........
Udäsiyön se Wäbästä Häi Ye Zindgi Meri ^~~FARAZ~~^
Khudä Gäwääh Häi K Phir Bhi Tujhe Yääd kärty Häin.
No comments:
Post a Comment