RSS

May 15, 2009

little urdu sms



Toote huwe taare ko dekh kar mene kaha
Ay dil mang le tu bhi Muraad koi
Per dil se awaz ai k jo khud toot raha hai
Kese puri käregä wo färiyäd koi.

..........


da na ho mujhay us rah ki tålåsh hai Mujhay
Dekh kar jo aik nazar meray saray dard samajh
sakayjo is qadar ho Chara-gar mujhay us nigah ki talash hai.


..........


Duniya mai is ka koi kharidaar hi nhn .
Mai baichta zror jo bikta mera naseeb.


...........


Här Lämhä Mere Liye Ek Imtihään..
Tü Mere Pyär Kö Kähän Täk Aäzmäyegä..
Mäi Nä Thäkää Hün Nä Thäküngä..
Tü Khyääl Kär Apnä!Tü Thäkh Jäyegä..


...........


Muhabbt kisi eyse shaks ki talash nhi jis ke sath raha jaey..
Muhbbt to eyse shaks ki talash he jis ke bghair na raha jaey!!!


.........

Jab naam uska Aya, hr naam bhula baithy
Gumnam hoye aisy hr kam bhula baithay
Bazar-e-muhabt mein sodagri kia krtay?
Jab samny wo Aya sab dam bhula beaihay


..........


Nhi Nigah Me Manzil to Justju hi Sahi
Nhi Visal Muyasar to Arzu Hi Sahi
Na Jism Me hy Khoon,Na Ashk Ankhon Me
Nmaz-e-Ishq to he farazbe-wuzoo Hi Sahi


./...........


Hum to agaz-e-mohabat mai hi lut gaye hain faraz,
log kahtay hain k anjam bura hota hai..


...........


Yun TÅRK-É-MHBT tera iman h0 Shaid..
Tere seney ma b k0i t0fan h0 Shaid..
Mat muje azma itna k dam nikaljaye..
Mery Waj0od ma teri b Jan h0 shaid..


........


Kaash ye zindagi haseen hoti,
Khud ke chahne se har dua Qabool hoti,
Kehne ko to sab apne hain,
Par kaash koi aisa hota jise mere dard sy takleef hoti.


...........

Hamè Tö Pata Täh Anjam Mohäbbat Kå,...
Hum Tò Apnè Hathoon Kì Lakèroon Kö Aazma Rahe Teh..!!


...........

Hamari piyas ka andaz bih alag he,,..
Kbhi Daryaon ko thukrate hain,Kbhi shabnam bih pi jate hain.


........


Hathon Mein Nahi Thi Humarey Unhein Paney Ki lakeer
Cheer Diya Hath Ko EIk Lakeer Bananey K Liye.


.........

Gham-e-zindgi se fursat hee na mili..Faraz..
"WaRnA"Hum agar kisi k hoty to tumhary hoty....


..........

¤> Khizan k mosam mein bhi Lutf-e-Bahar letay hain,¤>
Ghum-e-Hayat ko hans kr guzar letay hain,¤>
Gulon se rang,Sitaron se roshni lay kr,¤>
Jamal-e-Yar ka naqsha utaar letay hain.


..........

~¤Teri yad main ki hy mei ny samundron sy Dosti.........
~¤Phir b mujhay teray lafzon ki payas Rehti hai.


..........

Koi Shikwa Nahi Teri Dosti Say Ae Faraz,
Doobti Kashti Ko To Mallah B Chor Detey Hain..


,............

Koi lamha ho tery sath ka,Meri umr bhar ko samet le..
Main fana, baqa k sabhi safar,Usi aik pal men guzar don...!


...........

Na sawal-e-ishq,na arz-e-gham,na hikayaten,na shikayaten


Tery ehd mein dil-e- zar k subhi ikhtiyar chaly gaye...


.........

Ab Aas Toot gai Hai Us Kay Milenay Ki " faraz "
Lagta Hai Wo Ab Jeena Sikh gaya hai "Humarey" Bina....


.............

Samundar mein fanaa hona to Qismat ki kahani hai..
Jo martay hain kinaron pe, mujhay dukh unn pe hota hai..


...........

Bicharnay walay yeh kiun nahi samajtay FARAZ
K yaadon say mohobbat ka guzara nahi hota,.


.........

<> MAA <>
Maa ka ANCHAL
Dhup me BADAL
Maa ki BAHEIN
Neend ki RAHEIN
Maa ka DAMAN
Hansta SAWAN
Maa ka GUSSA
Piyar ka HISSA
Maa khud kya ha?
*Aik DUA*


..........

Wo jo badla to ru-baru hum b badal gae
Wafa ki thi us se,koi bndgi to nhi
Zindgi to faqt kut hi jaye gi "FARAZ"
Hasrt-e-Zindgi tha wo Shart-e-Zindgi to nhi.


............

Teri tanhiyoon mein shareek ho jaoon
Sochta hoon aksar k tera naseeb ho jaoon
Na rahay kisi aur ki aarzu tujhay kabhi
Jo ho mumkin tere itnay qareeb ho jaoon.


......

Mt khol mere dil k udas darwazay
Hawa ka shor meri uljhany barha de ga
Me khoob waqif hon apne mehbob ki fitrt se
Wo jab de ga dard to rula de ga...


...........

Anjan to is gham se koi reh nhin sakta,
Koi zabt karta hy to koi seh nhin sakta.
Mohabat to her DIL ko ho jati hy,
Koi Izhar karta hy to koi keh nhin sakta.




1 comment:

  1. I'm not sure where you are getting your info, but great topic. I needs to spend some time learning much more or understanding more. Thanks for excellent information I was looking for this information for my mission.
    my web site > herbal health products

    ReplyDelete

Related Posts with Thumbnails