RSS

Nov 13, 2009

Barbade Mohabbat ki dua sath liye

Barbade muhabat ki dua sath liye ja
toota hua iqrare wafa sath liye ja
ik dil tha jo pehle he tje sonp dia tha
ye jaan b ae jane ada sath liye ja
tapti hui rahon se tje anch na ponchy
deewano ke ashkon ki gata sath liye ja
shamil hai mera Khoone jigar teri hena
mainye qam ho to ab khoone wafa sath liye ja
hm jurme muhabat ki saza paye ge
tanha Jo tj se hui ho khata sath liye ja.
............

Barha k us se rah-o-marasim ab ye sochte hain,

Wohi bohat tha jo rishta dua slaam ka tha...
>>>>>>>><<<<<<<<<

Bari shiddat se me ne tumhain panay ki kosish ki he,
K har zarre ne mujhe tumsay milanay ki sazish ki he,
Teri nazron ko gila na ho kabhi mujh se,
Itna toot k me ne tujh se mohbt ki he,
Teray ehsas ki kabhi kami na ho mujh me,
Tere dil ne meray dil se kuch aisi chahat ki he,
Koi faryad meri pohnch jay ARSH tak
Kuch pl k lya me ne teri ibadt ki he.
.........

Barishon k mosam me,
Usay yaad krne ki,
Aadtein purani hain,
Ab ki bar socha tha,
Aadtein badal dalein,
Phr khyal aya k,
Aadtein badalne se,
Barishein nhi ruktin.
...........

BARISHON ka mosam he.
Rooh ki fizaon mein.
Gamzada hwaein hein.
Besabab udhasi he.
Is ajeeb mosam mein.
Beqrar raton ki.
Beshumar batein hein.
Un ginat afsaney hein.
Jo bohat khamoshi sey.
Dil pey sehtey phirtey hein.
Or ba amr-e-mjboori.
Sab sey kehtey phirtey hein.
"Aj mosam acha he"
.............

Bas Aik He Tamanna Rakhta Hoon Main Apnay DiL Mein "Mohsin......!"
Muhabbat Se MiLo Chahay Mujhy Barbad kar Do..........!
..............

Bata Rah-e-Mohabat me,
Chalun me kis tarah tanha,
Bena tery mery hamdam,
Chala mujh se nahi jata,
Meri khushyun k sab khakey
Tumhary bin adhury hein,
Mery sapnay meri ratain,
Mery sab din adhury hain,
Mera sapna haqeeqat me,
Jo yun tabdeel ho jaey,
Agar tum aa milo Jana,
'"Meri takmeel ho jaey.
................
beniyaaz-e-gham-e-paimaan-e-wafa ho janaa,
tum bhi auron ki tarah mujhse juda ho jana!
main bhi palkon pe saja loonga lahoo ki boondain,
tum bhi paabastaa-e-zanjiir-e-hiina ho janaa!
Khalq ki sang-zanii meri Khataaon ka silaa,
tum to ma'asoom ho, tum door zara ho janaa!
ab mere waaste tariyaq hai ilhaad ka zahar,
tum kisi aur pujaari kay Khudaa ho jaanaa!

.................
Bewafa koi sitam gar b to ho sakta hy...
Mera qatil mera rehbar b to ho skta hy...
Aik muddat se tujhay wird me rakha jis ne...
Wo mohabat me Qalandar b to ho skta hy...
Teray kochay me jo aaya hy ghulaamon ki tareh...
Apni bsti ka payambar b to ho sakta hy...
Silsilawar agr ashk giraey jaen...
Ye jo sehra hay samandar b to ho sakta hy...
Kb talak teray khayalon k saharay pe jiyen !
Dil teri yad se munkar b to ho sakta hy.. !

............

Bohat Masoom hasrat hai,
batao kia kiya jaye...
Mujhe Tum se Muhabbat hai,
batao kia kiya jaye...
Jo suraj doobta hai,
dil b apna doob jata hai,
Ajab si apni haalat hai,
batao kia kiya jaye...
Tum se milne ki chahat
meri kab hai meray piyaray,
Dil-e-Naadaan ki chahat hai,
batao kia kiya jaye...

ghazals5

Adhuri bt he lekin,Mera kehna zaruri he,
K meri saans chalne ko,Tera jeena zaruri he,
Ye dil betab rehta he,Tera milna zaruri he,
Nazr meri tarasti he,Tera jalwa zaruri he,
Agr tu ag he to phr,Mera jalna zaruri he,
Agr manzil ko pana ho,Sth chalna zaruri he,
Zindagi agr adhuri ho,Ishq krna zaruri he,
Agr tu m0ut hai t0 phr,Mera mrna zaruri he.
..........

Ae Baad-E-Saba...
Us Nagar me Ja..
Usay itna Bata...
Ek Dost Tera...!!
Kehta Hai Sada...
Mujhay Apna Bna
Chahat Ko Jaga...
Ae Jaan-E-Ghazl..
Teri Baat Aajal...
Tery Hont Kanwl
Teri Aankh Ghazl
Ae Jaan-E-Wafa..
Khud To Hi Bata?
Kab Teray Siwa.
MJHEY CHAIN MILA:-(
....

Ajab larki thi rehti thi bs khayalon me,
wo zarb karti thi Taqseem k sawalon me,
class room me pencil talash karti thi,
wo bhool jati thi us ko laga k balon me,
us ki akhon se bazahir thi her ek bat jaise,
wo bnd rakhti thi dil k hazar talon me,
wo pyar choton se izzat baron ki karti thi,
na me bachon me asaka na umar walon me,""
ub b gar haseeno k chehre na pare,
to hm ne seekha kya colge k chaar salon me.
.............

Ajab takazy hain chahaton k,
Bari kathan ye musafatain hain,
Main jis ki rahon mein bich gaya hon,
Usi ko mujh se shikaytain hain,
Shikaytain sub baja hain laikin,
Main kaisy us ko yaqeen dilaon?
Jo mujh ko jaan se aziztar hai,
Usay bhulaon tu mar na jaon,
Main is khamoshi k imtahan mein,
kahan kahan se guzar gaya hon,
Usay khabar bhi nahin hai shayad,
main dheeray dheeray Bikhar gaya hon..
.......

Aseer-e-dasht-e-wafa kana maajra kehna,
Tamam poochhne walon ko bs dua kehna..
Ye kehna k rat guzrti hai ab bhi aankhon me,
Tumhari yaad ka qaaim hai sisila kehna..
Yeh kehna k chaand nikalta hai baam pr ab bhi,
Mgr nahi woh shab ka ab maza kehna..
Ye kehna khum ne hi toofan me daal di kashti,
Qasoor apna hai darya ko kya bura kehna??
Yeh kehna k tum se bichhr kbikhar gai hun main,
K jesy hath segir jaey "AAINA" kehna. . . . !
..............
Bana Lenge Tumhe Apna,Zara Tum Sabr T0 Kr L0...!
Mujhe Dunia Se Larna Hai,Zara Tum Sabr T0 Kr L0...!
Tumhare Bin Kisi K0 S0chnaMumkin Nahi Jana,
Ye Jiwan Tum bin adh0ra hy,ZARA TUM SABR TO KR LO...!
Ye Dunia Chor Dy Mujh K0Mujhy Parwah Nahi iski,
Faqt Tum K0 Hi Pana Hy,ZARA TUM SABR TO KR LO...!
Tm Apny Dil Ki Bsti Main,Mujhy Abad Hi Rkhna
B0ht Brdasht Hy Mujh MainZARA TUM SABR TO KAR LO.
............

ghazals4

aashna koi sar-e-sitamgar na mila
ab k aaye to kisi haath mei patthar na mila
sare dushman meri kis kamin gaah mei the
koi lashkar ß mujhe sheher k baahir na mila
ham ß patthar the magr kesa muqaddar laye
sab khuda saaz milay koi sanam gar na mila
nazm maikhana kuch aisa hi raha he k hamain
kabhi saaqi kabhi meena kabhi saagar na mila
hami mehroom thay aise k faqt tu hi nahi
ham jisay dhoondnay niklay wohi aksar na mila
dekh pindar in aashfta saron ka k jinhain
bakht-e-mansoor mila, takht-e-sikandar na mila
ab jo tajdeed-e-rafaqat he to phir toot k mil
dil he aayena to phir haath jhijhak kar na mila
laakh bemehr sahi dost to rakhtay ho "Faraz"
unko dekho k jinhain koi sitamgar na mila...

................

Ab k krna to kisi esy ki chaht krna,
Jisko ata hi na ho shikwa shikayt krna,
Phle khushbu k mizajo ko parkh lo Faiz,
Phir gulistan men kisi gul sy mohabt krna.
.......

Ab to mumkin hi nahi un se mulaqat "WASI"
Ab to urooj pe pahunchi hai us ki zaat "WASI"
Wohi wade hain aur rasmon ki zanjeeren baqi,
Kab badalti hain zamane ki riwayat "WASI"
Ek wo din the k ek doosre ko sochte the hum,
Ab milte nahi dono k khayalat "WASI"
Meri her subha ka aaghaz tere naam se ho
@Teri yadon mein katti meri her ek raat "WASI"
Tum kahan aur mere piyar ka miyar kahan,
Wo kitni saadgi se kar gia ye baat "WASI"
..........

Abhi afsana-e-ishq anjam tak nhi pohncha
Din hijr ka wasl ki sham tak nhi pohncha
Jane kis raqib ko milte rhe pyam tere
Keh koi bhi khat mere dr-o- bam tak nhi pohncha
Kya btaun ae masiha teri masihaai ke baad
Dard kuch kam to huwa aaram tak nhi pohncha
Ae sanam teri qasam hum sar bhi kta dete mgar
Keh tera hukam tere ghulam tak nhi pohncha
Bhla kis naam se rkhe ga zamana yaad mujhey
Keh koi naam abhi mujh gumnaam tak nhi pohncha.
.........

Abhi Lamhe Nahin Bikhre
Abhi Mösam Nahin Bichre
Mere Kamre Ki Thandak Main
Abhi Kuch Dhoop Baqi Hy
Meri Dairy K Kuch Safhay
Abhi Kuch Keh Nahin Paye
Mere Angan K Sab Pooday
Abhi bhi Gungunate Hain
Mere Be-Jaan Hontoon Per
Abhi Muskaan Waisi Hy
Kisi K Lot Aane Ka
Abhi Imkaan Baqi ha...
.............
Adat hi bana li hy is shehr k logon ny
Andaz badal lenaAwaz badal lena
Dunya ki mohabt main Atwar badal lena
Mosam jo naya aye raftar dadal lena
Aghyar wohi rakhna ahbab badal lena
Adat hi bana li hy is shehr k logon ny
Rasty main agr milnaNazron ko jhuka lena
Awaz agr do tou katra ky nikal jana
Hr ik sy juda rehnaHr ik sy khafa rehna
Hr ik ka gila krna
Jaty huwye raahi ko manzil ka pata dy kr
Rasty main rula dena
Adat hi bna li hy is shehr k .

Nov 4, 2009

ghazals

Baithe baithe ab kisi ki yadon main kho jana zarui to nahi,
wo bewafa hai, batana ab zaruri to nahi,

apne chaman ki taazgi phoolon k dum se hai,
har phool se khushbhu ana ab zaruri to nahi,

mera dil toota hai yaro ik sheeshe ki tarah,
awaaz ana k na aana ab zaruri to nahi,

alwida hotey waqat rasm-e-jumle ki jaga,
yeh gya wada nibhana zaruri to nahi,

ay ''FARAZ'' chor wo tere muqadar main nahi,
haath jogi ko dikhana ab zaruri to nahi...

...................

Haseen Aankhon ko parhne ka ab tak shooq hai muj ko,

mohabbat main ujhar kar bhi meri aadat nahin badli..

...........

Mujhe na saans aati hai,
na mera dum nikalta hai,
magar yeh beech ka aalam,
bohat takleef deta hai,
muje ander nigalta hai,
na sahil par patakhta hai,
bikharna yun samandur ka,
bohat takleef deta hai,
jo tum bolo bikhar jaen,
jo tum chaho sanwar jaen,
magar yun tootna jorna,
bohat takleef deta hai...

............

Jis ko chaha wohi kehta hai wafa kuch b nahi,
aisa lagta hai meray paas raha kuch nahi,

yun b usne muje faramosh kia,
sun kar meri har bat jaise suna kuch nahi,

bohat veeran se ho gayi hai zindagi meri,
wo jab se chor k gya hai meray paas raha kuch nahi,

mujh se poche koi kia dil pe meere beet gayi...?
us se kia pochte ho,jis ka gya kuch nahi...

................

Uss main baat he kuch aisi thi Wasi,

agar hum dil na detay to jaan chali jati...

...................

Meray jaise ban jao ge jab ishq tumein ho jaye ga,
deewaron se takrao ge jab ishq tumein ho jaye ga,

tanhai k jhuley jholo ge,
har bat purani bhulo ge,
aainey se gabharo ge,
jab ishq tumein ho jaye ga...

jab suraj b so jaye,
aur chand kahin kho jaye,
tum bhi gher dair se ao ge,
jab ishq tumein ho jaye ga....

bechaniyan jab barh jaen ge,
aur yad kisi ki aye ge,
tum meri ghazlain gao ge,
jab ishq tumein ho jaye ga.......

Bohat dino ki baat hai

Bohat dino ko baat hai...

Bohat dino ki baat hai
fiza ko yaad b nahi,
yeh baat aj ki nahi,
bohat dino ki baat hai..

shabaab par bahaar thi,
fiza b khushgawaar thi,
na jane kyun machal para,
main apne gher se chal para,
kisi ne muj ko rok kar,
bari ada se tok kar,
kaha tha laut aye,
meri qasam na jaye,

mahool par nazar thi,
na jane kyun machal para,
main apne gher se chal para,
phir shehar se main a gya,
khayal tha k pa gya,
usey jo muj se door thi,
magar meri zarur thi..

aur ik haseen shaam ko,
main chal para salam ko,
gali ka rang daikh kar,
nai tarang daikh kar,
muje bari khushi hui,
main kuch iss khushi main tha,
kisi ne jhank kar kaha,
paraye gher se jayee,
meri qasam na aaye,
meri qasam na ayye..

wohi haseen shaam hai,
bahar jis ka naam hai,
chala hun gher ko chor kar,
na jane jaon ga kidar,
koi nahi jo rok,
koi nahi jo tok kar,
kahe k laut aaye,
meri qasam na jayiyee,
meri qasam na jayiyee..

Koi Apna nahi hota

Koi Apna nahi hota..

bare masoom jazbon se,
woh,
apne shokh haathon par,
wafa ki surakh mehndi se,
usi ka naam likhti hai,
jisey wo pyar karti hai,
magar wo na-samaj larki,
abi tak yeh nahi samji,
keh..
sapne toot jaen to bohat barbaad karte hain,
yeh ujlay rang haathon par,
kabi thehra nahi karte,
mohabbat to haqeeqat hai,
koi sapna nahi hota,
kisi ka naam likhne se,
koi apna nahi hota,
koi apna nahi hota..

Nov 3, 2009

Ghazals


Rangae rang me dhaltae rahna.,
wqt k sth badaltae rahna.,

Me to tere rastae ka payr hun.,
mere bad b chaltae rahna.,

Chand pe hath na pohchae to na sahi.,
ik khawahis dil me jagayae rakhna.,

Uski to adat hy bhool jana.,
Or bad me hath maltae rahna.,

Yaro ik he dozakh me rahna.,
Or 1 he aag me jaltae rahna...!!!
...............

Dastaras me nahi halat ,
Tujhey kia maloom,,
Ab zaruri hai mulaqat !
,Tujhey kia maloom,,
Raat k pichley pehr nind shiken Tanhaie..
Kaise karti hai sawalat ! ,
Tujey kia maloom,,
Tou' ba-zid hai k sar-e-aam parastish ho teri,
Mein hun paband- rewayaat.! ,
Tujhey kia maloom ...!!!
..............

Yun mujko nigahon k trazo se na tolo.,
Hy shoq to mujko nigahon me sama lo.,
Ab laya hun me dil ko hatheli pr saja kr.,
Is husn k bazar me kya dam hen bolo...!!!
.............

Rat phr hmse rahi nend khafa dair talak.,
Yad wo aati rahi mast ada dair talak.,
Dasht-e-tanhai me ashkon ka sahara laekr.,
Hmne mangi tere milnae ki DUA Dair talak.,
Janae Q hr mor pe milti rahi hy SAQI.,
Hmko 1 jurm-e-MOHABAT ki saza dair talak...!!!
............

Wo admi aam sa.,
Ik qisa na tamam sa.,
Na lehja bemisal hy.,
Na bat me kamal hy.,
Hy dekhne me aam sa.,
Udasion ki sham sa.,
Jese ik raz hy.,
Khud se be-niaz hy.,
Na mehjabenon se rabat hy.,
Na shuhraton ka zabat hy.,
Ranjha,na Qais hy.,
Insha,na Faiz hy.,
Wo peker-e-ikhlas hy.,
Wafa,Dua or aas hy.,
Wo shakhs khud shanaas hy.,
Tm he karo faisla!!!!
Wo admi hy aam sa?
Ya phr bht he khas hy....?
..............

Apni zat se nikal kr tmhe tnha chahon.,
malum tmko b na ho tmhe itna chahon.,
meri hr sans tmhari amant ho.,
mjhe or btao tmhe kitna chahon.,
meri wafa sila mange tmse.,
tm mjhko b chaho me tmhe jitna chahon.,
kisi k dil me na ho esi chahat.,
koi kisi ko na chahe me tmhe itna chahon...!!!
...........

Labon pe harf na koi sawal rakhta tha.,
Kabhi main zabt men itna kamal rakhta tha.,
Khabar kahan thi mujhe wo bhool jae ga.,
Ik ik cheez jo meri sanbhal rakhta tha.,
Wo muskra k bahut der chup raha jaisy.,
Hansi ki ot men malal rakhta tha.,
Suna hai log use bahut satate hen.,
Jis shakhs ka mai buhat khyal rakhta tha ...!!!
...............

Is trh nahi krtay rabta to rakhtay hain.,
Thora milnay julnay ka silsila to rakhtay hain.,
Manzilain buland hon to mushkilain b aati hain.,
Mushiklon se larne ka hosla to rakhte hein.
,Jo tmhare apne hon tm se payar karte hein.,
Un ka hal kaesa hai kuch pata to rakhte hein.,
Dosti k rishte ko torte nahe aese.,
Ruthe doston se b wasta to rakhte hein.,
Chhor jane wale aksar lot kar b aate hein.,
Lot kar wo ane ka rasta to rakhte hein ...!!!
.............

Kathan ha zndagi kitni,
safar dushwar kitna ha,
kbhe paon nae chaltay,
kbhe rsta nae milta,
hmara sath de pa'ay koi aisa nae milta,
fakat aisay guzaron to,
yeh roz_o_shab nae kat'tay,
ye kat'tay thay kbhe phley,
mgar han ab nae kat'tay,
Mujy phir bhi mere "MALIK"
koi shikwa nae tujh sey,
ma jan par K'hail sakta hon,
ma sab Dukh Jheel sakta hon,
agar tu aj he kar de...?"
Muhabbat Hamsafar Meri"

Nov 2, 2009

gazals7

aashna koi sar-e-sitamgar na mila

ab k aaye to kisi haath mei patthar na mila

sare dushman meri kis kamin gaah mei the

koi lashkar ß mujhe sheher k baahir na mila

ham ß patthar the magr kesa muqaddar laye

sab khuda saaz milay koi sanam gar na mila

nazm maikhana kuch aisa hi raha he k hamain

kabhi saaqi kabhi meena kabhi saagar na mila

hami mehroom thay aise k faqt tu hi nahi

ham jisay dhoondnay niklay wohi aksar na mila

dekh pindar in aashfta saron ka k jinhain

bakht-e-mansoor mila, takht-e-sikandar na mila

ab jo tajdeed-e-rafaqat he to phir toot k mil

dil he aayena to phir haath jhijhak kar na mila

laakh bemehr sahi dost to rakhtay ho "Faraz"

unko dekho k jinhain koi sitamgar na mila...

.................

Ab k krna to kisi esy ki chaht krna,

Jisko ata hi na ho shikwa shikayt krna,

Phle khushbu k mizajo ko parkh lo Faiz,

Phir gulistan men kisi gul sy mohabt krna.

...........

Ab to mumkin hi nahi un se mulaqat "WASI"

Ab to urooj pe pahunchi hai us ki zaat "WASI"

Wohi wade hain aur rasmon ki zanjeeren baqi,

Kab badalti hain zamane ki riwayat "WASI"

Ek wo din the k ek doosre ko sochte the hum,

Ab milte nahi dono k khayalat "WASI"

Meri her subha ka aaghaz tere naam se ho

Teri yadon mein katti meri her ek raat "WASI"

Tum kahan aur mere piyar ka miyar kahan,

Wo kitni saadgi se kar gia ye baat "WASI..

..............

Abhi afsana-e-ishq anjam tak nhi pohncha

Din hijr ka wasl ki sham tak nhi pohncha

Jane kis raqib ko milte rhe pyam tere

Keh koi bhi khat mere dr-o- bam tak nhi pohncha

Kya btaun ae masiha teri masihaai ke baad

Dard kuch kam to huwa aaram tak nhi pohncha

Ae sanam teri qasam hum sar bhi kta dete mgar

Keh tera hukam tere ghulam tak nhi pohncha

Bhla kis naam se rkhe ga zamana yaad mujhey

Keh koi naam abhi mujh gumnaam tak nhi pohncha.

............

Abhi Lamhe Nahin Bikhre

Abhi Mösam Nahin Bichre

Mere Kamre Ki Thandak Main

Abhi Kuch Dhoop Baqi Hy

Meri Dairy K Kuch Safhay

Abhi Kuch Keh Nahin Paye

Mere Angan K Sab Pooday

Abhi bhi Gungunate Hain

Mere Be-Jaan Hontoon Per

Abhi Muskaan Waisi Hy

Kisi K Lot Aane Ka

Abhi Imkaan Baqi ha...

..................

Adat hi bana li hy is shehr k logon ny

Andaz badal lenaAwaz badal lena

Dunya ki mohabt main Atwar badal lena

Mosam jo naya aye raftar dadal lena

Aghyar wohi rakhna ahbab badal lena

Adat hi bana li hy is shehr k logon ny

Rasty main agr milna

Nazron ko jhuka lena

Awaz agr do tou katra ky nikal jana

Hr ik sy juda rehna

Hr ik sy khafa rehna

Hr ik ka gila krna

Jaty huwye raahi ko manzil ka pata dy kr

Rasty main rula dena

Adat hi bna li hy is shehr k ..

.............

Adhuri bt he lekin,

Mera kehna zaruri he,

K meri saans chalne ko,

Tera jeena zaruri he,

Ye dil betab rehta he,

Tera milna zaruri he,

Nazr meri tarasti he,

Tera jalwa zaruri he,

Agr tu ag he to phr,

Mera jalna zaruri he,

Agr manzil ko pana ho,

Sth chalna zaruri he,

Zindagi agr adhuri ho,

Ishq krna zaruri he,

Agr tu m0ut hai t0 phr,

Mera mrna zaruri he.

Meray meharbaan ki nazar howa

Rang-e-Gul

Yeh rang-e-gul b hai or khaar b hai,
zubaan chalti hui talwaar b hai,
ajab hai bolti ankhon ki masti,
jahan inkar b hai,
wohin iqrar bhi hai.
ye raah-e-ishq hai daikho sanbhal kar,
bohat Aasaan b hai,dushwaar b hai,
ajab do rang hai insan ki fitrat,
gila hai jis se usi se pyaar b hai...

...............
Meray meharbaan ki nazar howa

Mera aaina mera aks b,
meray meharbaan ki nazar howa,
meri siskiyan,
meri hichkiyan,
meri arzu,
meri justuju,
meri chasm-e-tar,
mera har safar,
meri soch k sabi zawiye,
wo diye jo usne bhuja diye,
meri hastiyan,
meri bastiyan,
meri shayeri,
meri ragni,
meray sath jin ka guzar howa,
meray meharbaan ki nazar howa...

........

Sari Raat Ki Jaagi Ankhien..

Sari Raat Ki Jaagi Ankhien..

Sari raat ki jaagi ankhien,
college main kia parti hon gi?
likhti hon gi khat kagaz ke,
mera zikar he karti hon gi,
doston se yeh kehti hon gi,
aj bohat wo yaad aye hain,
agar wo hotey to yeh kehti un se,
likhna parhna or yeh sab kuch,
kuch bhi nahi acha lagta,
tum jo meray pass nahi ho,
Aaa jao bus tum,
Aa jao tum....

Sari Raat Ki Jaagi Ankhien..
by Wasi Shah

gazals

~"Un k andaz-e karam,un pe wo aana dil ka
HaaYe wo waqt, wo batein,wo zamana dil ka
Na suna usne tawajjo se fasana dil ka
Umr guzri per dard na jana dil ka
Dil lagi, dil ki lagi ban k mita deti ha
Rog dushman ko bi ya RAB na lgana dil ka
Wo bi apne na howe dil bi gaya hathon se
Aesy aane se to behtar ha na aana dil ka
Unki mehfil me Parveen un k tabasum ki adaa
Hm dekhte reh gye hath se jana dil ka.
Wa§¡M
............

~~¤ Hum tera hath chor detay hain...! ¤
Umar ßhar ka sath chor detay hain...!~¤
Tum apni taqdeer se humain Juda kar do...! ¤
Hum tumhari ßat chor detay hain...!~¤
Agar kar lo iqrar sath chalnay ka...! ¤
Hum apni zat chor detay hain...!~¤
Apne Nam ka humain Leibada dy do...! ¤
Hum apni okaat chor dety hain...!~¤
Aik hi ßar utar aao Rooh main..
Hum roz roz ki mulaqat chor detay hain . . .
Wa§¡M
.........

~Ek roz koi tou sochay ga,~
Ek shakhs tha pagal pagal sa.~
Pr baatain theek hi kehta tha,~
Barish ki tarha pur-shor na tha.~
Dariya ki tarha chup rehta tha.~
Aur jin se pyar wo kerta tha,~
Judai bhi unhi ki sehta tha.~
Ek roz koi tou sochay ga,~
Kyun jetay-ji dargore huwa.~
kis ranj ne usko maar dia,~
Ek roz koi tou sochay ga,~
aur pehron baith ke roye ga.

............

¤Wasty Dy Dy K Khuda Sy Teri Khushyon Ki Dua Mangi Hy
Aj Phir Tery Leye Maine Qismat Ki Wafa Mangi Hy
Chand Taron Sa Tabsum Main Ny Manga Hy Rab Se
Tery Aangan K Leye Phir Baharon Ki Fiza Mangi Hai
Us K Jivan Mein Andhera Na Ho Ik Pal Mery Maula
Jis Ki Khatir Maine Hr Shab Sajdon Men Dua Mangi Hy.

..........

A hawa mere chand se kehna,
Wo sitara jo aik toota hua,
Chor kr jis ko tm chaly aye,
Wo tere intzar me kb se,
Hsrton k muheeb jngal me,
Arzo ki kirn kirn lekr,
Dr badr hy teri tmanna me,
A hawa mere chand se kehna,
Lot kr aa b ja k tere bgher,
Chain ata nhe kisi pehlo,
Kisi krwat skon nhe milta,
Dil k doba hy be qrari me,
Rat kat-ti hy ashk-bari me,
Lmha lmha udas hy mosam,
Waqt be-waqt aho-zari hy,
A hawa mere chand se kehna,
Is se pehlay k roshni bujh jay,
Jo b rnjish hy bhol kr usko,
Ek bar ek bar bas ek bar,
Meri tareekion me lot aye..
...........

Aa Bant len Sary dard-o-Alm
kuch Tm Rkh lokch hm Rkh Len
Ab Ponch lo apny ashq Sanm
kuch Tm Rkh lokch hm Rkh Len
Hm sath Rahen Aur sath chalen
hm sath Jeyen aur sath Maren
Is Rah-e-Wafa pe apny Qadm
kuch Tm Rkh lokch hm Rkh Len
Mana k Dukhon Se Tm ho Bhary aur Hm b khali hath nhi
Ye Zulm-o-Sitm Tumhen meri Qasm
kuch Tm Rkh lokch hm Rkh Len
Be Dard Zmany Waly jo kch kehty hen so kehny do
Be los Tmanaon ka Bharm
kch Tm Rkh lokch hm Rkh Len.
................
Related Posts with Thumbnails